***Dastaan-E-Om Shanti Om***

, " - ". , . , - , !:-)
Dastaan-E-Om Shanti Om/ " "
: Om Shanti Om/ (2007)
:
:
:
Sunnewaalon suno aisa bhi hota hai
, :
Dil deta hai jo woh jaan bhi khota hai
, ,
Pyaar aisa jo karta hai
,
Kya marke bhi marta hai
?
Aao tum bhi aaj sunlo
,
Daastaan hai yeh ke ek tha naujawaan jo dil hi dil mein ek haseena ka tha deewana
,
Woh haseena thi ke jiski khoobsurati ka duniya bhar mein tha mashhoor afsana
Donon ki yeh kahaani hai jisko sabhi kehte hain Om Shanti Om
,
Naujawaan ki thi aarzoo uski thi yehi justajoo
-
Us haseena mein usko mile ishq ke saare rang-o-hoor
Usne na jaana yeh nadaani hai
, ,
Woh reth ko samjhake pani hai
Kyon aisa tha kis liye tha
, - ?
Yeh kahaani hai
Daastaan hai yeh ke us dilkash haseena ke nigaahon dil mein koi doosra hi tha
, -
Bekhabar is baatein se us naujawaan ke khwaabon ka anjaan to hona bura hi tha
Toote khwaabon ki is daastaan ko sabhi kehte hain Om Shanti Om
,
Sunnewaalon suno aisa bhi hota hai
, :
Koi jitna hanse utna hi rota hai
, ,
Deewani hoke haseena khaayi kya dhoke haseena
Aao tum bhi aaj sunlo
,
Daastaan hai yeh ke us masoom haseena ne jise chaaha woh tha andar se harjaee
, , ,
Sangdil se dil laga ke bewafaa ke haath aake usne ek din maut hi payi
, ,
Ek sitam ka fasaana hai jisko sabhi kehte hai Om Shanti Om
,
Kyun koi qaatil samajhta nahin
Yeh jurm woh hai jo chhupta nahin
,
Yeh daag woh hai jo mitta nahin
,
Rehta hai khooni ke haath par
Khoon us haseena ka jab tha hua
Koi wahaan tha pahunch to gaya
-
Lekin use woh bacha na saka
Roya tha pyaar uski maath par
Daastaan hai yeh ke jo pehchaanta hai khooni ko woh naujawaan hai laut ke aaya
, , ,
Keh rahi hai zindagi qaatil samajhne us ke sar pe chhaa chuka hai maut ka saaya
,
Janmon ki karmon ki hai kahaani jise kehte hai Om Shanti Om
,
:
http://indiansongsru.blogspot.com/search/label/%D0%A8%D0%B0%D0%B0%D0%BD