
: Devdas/ (2002)
:
:
:
Mausam ne li angdaayi, aayi aayi
,
Lehrake barkha phir chhaayi, chhaayi chhaayi
Jhonka hawa ka aayega aur yeh diya bujh jaayega
Silsila yeh chaahat ka na maine bujhne diya
O piya, yeh diya na bujha hai, na bujhega
, ,
Meri chaahat ka diya
Mere piya ab aaja re mere piya
, , ...
Is diye sang jal raha mera rom rom rom aur jiya
Ab aa jaa re mere piya
,
O mere piya, ab aa jaa re mere piya
, ,
Faasla tha doori thi
Tha judaai ka aalam
Intezaar mein nazrein thi
Aur tum wahan the, tum wahan the, tum wahan the
, ,
Jhilmilaate, jagmagaate, khushiyon mein jhoomkar
, ,
Aur yahan jal rahe the hum...
...
Phir se baadal garja hai
Garaj garajke barsa hai
Ghoomke toofaan aaya hai
Par tujhko bujha nahin paaya hai
O piya yeh diya
, , ...
Chaahe jitna sataaye tujhe yeh saawan
Yeh hawa aur yeh bijliyaan
Mere piya ab aaja re mere piya
, , ...
Dekho yeh pagli deewani
Duniya se hai yeh anjaani
Jhonka hawa ka aayega aur iska piya sang laayega
Oh piya ab aaja re mere piya
, , , ...
Silsila yeh chaahat ka na dil se bujhne diya
Oh piya yeh diya
, , ...
Silsila yeh chaahat ka na dil se bujhne diya
Oh piya yeh diya
, , ...
Ae piya, piya, piya
, ...
http://indiansongsru.blogspot.com/search/label/%22%22