
: Dhokha/ (2007)
: . .
:
: ,
kab tujhe zindagi se jod liya
?
ajnabi humko kuchh pata na chala
,
kab tujhe khud pe humne odh liya
?
ajanabi humko kuchh pata na chala
,
tere liye hai mere jism-o-jaan
tere liye hai mere shaam-subah
kab tujhe zindagi se jod liya
?
ajnabi humko kuchh pata na chala
,
kab tujhe khud pe humne odh liya
?
ajanabi humko kuchh pata na chala
,
teri chaahat ne meri zindagi sajaayi hai
dil ke viraane mein chhupke se bahaar aayi hai
kab hasin zindagi ne mod liya
?
ajnabi humko kuchh pata na chala
,
kab tujhe zindagi se jod liya
?
ajnabi humko kuchh pata na chala
,
jiski khwaahish thi humein tune ab wo shab di hai
, -
jitni tanhaayi thi jeene mein sab woh bhar di hai
, -
kab humein humse tune tod liya
?
ajnabi humko kuchh pata na chala
,
kab tujhe zindagi se jod liya
?
ajnabi humko kuchh pata na chala
,
ab to har lamha tere saath hum bitaayenge
khud bhi sawarenge, tere ghar ko sajaayenge
kab yahi dil hi dil mein soch liya
?
ajnabi humko kuchh pata na chala
,
kab tujhe zindagi se jod liya
() ?
ajnabi humko kuchh pata na chala
/, ()
tere liye hai mere jism-o-jaan
tere liye hai mere shaam-subah
-http://indiansongsru.blogspot.com/search/label/Dhokha