- e-mail

 

 -

   Sonia_Vargis

 -

 LiveInternet.ru:
: 05.02.2009
:
:
: 1730

:


Aashiq Banaya Aapne/

, 19 2010 . 21:34 +
 (400x300, 32Kb)
: Aashiq Banaya Aapne/ ( ) (2005)
:
:
: ,

Aashiq Banaya Aapne


Tere Bin Suni Suni Hain Baahein

Teri Bin Pyaasi Pyaasi Nigaahein

Tere Bin Bin Asar Meri Aahein

Tere Bin


Aashiq Banaya Aapne


Tere Bin Lamha Lamha Sataye

Tere Bin Bekarari Jalaaye

Tere Bin Chain Mujhko Naa Aaye

Tere Bin


Meri Nigaahon Mein Tera Chehra Rawaa Hai

Gehre Hain Armaan Jaane Jaan Paagal Samaa Hai
, ,
Apni Daayre Se Main Toh Chutne Lagi Hoon

Tere Baazuon Mein Aake Tootne Lagi Hoon


Tere Bin Jeena Nahin Hai Gawaara

Tere Bin Dil Ka Nahin Hai Guzaara

Tere Bin Kaun Apna Sahaara

Tere Bin


Aashiq Banaya Aapne


Bechainiyon Ka Faaslon Ka Silsila Hai

Dard-E-Jigar Ka Yeh Sabab Hamko Mila Hai
- ,
etaabiyo Ne Hamko Chur Kar Diya Hai
, ,
Pass Aane Pe Majboor Kar Diya Hai


Tere Bin Raat Katti Nahin Hai

Tere Bin Pyaas Mitti Nahin Hai

Tere Bin Duri Ghatti Nahin Hai

Tere Bin


Aashiq Banaya Aapne


Tere Bin Suni Suni Hain Baahein

Teri Bin Pyaasi Pyaasi Nigaahein

Tere Bin Bin Asar Meri Aahein

Tere Bin


Tere Bin Lamha Lamha Sataye

Tere Bin Bekarari Jalaaye

Tere Bin Chain Mujhko Naa Aaye

Tere Bin


-http://indiansongsru.blogspot.com/
:  

   , 06 2013 . 19:37 ()
&
        |    
: [1] []
 

:
: 

: ( )

:

  URL